o mere sona re sona re sona re, de dungi jan juda mat hona re
maine tujhe jara der me jana, huwa kusur khafa mat hona re - (2)
o mere sona re sona re sona...
o meree bahon se nikal ke, too agar mere raste se hat jayega
toh laharake ho balkhake, meraa saya tere tan se lipat jayega
chhod ate hain kab yeh arman, kee mai bhi sath rahungi rahoge jahan
o mere sona re sona re sona...
o miya hamse naa chipao, woh banavat kee saree adayen liye
kee tum ispe ho itharaten, kee mai pichhe hu sau iltijan liye
jee mai khush hu mere sona, jhuth hai kya, sach kahon naa
kee mai bhee sath rahungee rahoge jahan
o mere sona re sona re sona...
o phir hamse naa ulajh naa, nahee lat aur uljhan me pad jayegee
o pachataogi kuchh aise, kee yeh suraki labon kee utar jayegee
yeh saja tum bhul najana, pyar ko thokar mat lagana
kee chala jaunga phir mai najane kahan
o mere sona re sona re sona...
Song - Meri Bahon Se Nikal Ke Tu Agar Mere Raste Se Hat Jayega
Singer - Asha Bhosle
Music - R.D. Burman
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Label - Saregama Music
Track - 5:15