Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise Daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise Daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Ladkhadaane lagi, muskurane lagi
Bewajah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhej jo bhi ho dil mein
Woh khul ke bataane lagi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Waqt bhi sarphira sa lage
Bhaagta sa rahe har jagah
Waqt ko in dinon soojhne hai lagi dillagi
Yaariyaan gadiyaan jab huyin Mastiyaan sastiyaan tab huyin
Aaj kal marziyon ki jahan se thaki zindagi
Sath hum jo chale, ban gaye kafile
Aur koyi hamein ab mile na mile
Mauj hai roz hai
Roke se bhi na yeh rukte kabhi silsile
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Hai chadi, hai chadi is kadar
Ghoomti jhoomti har dagar
Befikar, befikar sa lage zindegi ka safar
Yaar ko yaar ki hai khabar
Pyaar se pyaar si baat kar
Yeh jahan hai jahan
Hum rahein ab nahi umra bhar
Dhoop ko thaam ke chal pade na thake
Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke
Befikar befikar subah suhani ho
Gaali ho kal shaam ki
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Ladkhadaane lagi, muskurane lagi
Bewajah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhej jo bhi ho dil mein
Woh khul ke bataane lagi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti meethi batein hain nashe si
Jaise daaru desi...
Song - Hum Jo Chale Ban Gaye Kafile
Album - Daru Desi
Singer - Benny Dayal & Shalmali Kholgade
Music - Pritam
Lyrics - Amitabh Bhattacharya
Label - Eros Now Music
Track - 3:46