Mehendi wale haath woh tere
Payal wale paon
Mehndi wale hath woh tere
Payal wale paon
Yaad bahot aate hain mujhko
Tu aur apna gaon
Kachi pagdandi ke raste
Aur neem ki chhaon
Kachi pagdandi ke raste
Aur neem ki chhaon
Yaad bahot aate hain mujhko
Tu aur apna gaon
Mehandi wale hath
Gaon ka woh talab
Jahan har roj mila karta tha
Baatein karte karte
Teri chudi bhi ginta tha
Teri bholi baatein sunkar
Aksar main hasta tha
Yaad unhe ab bhi karta hoon
Shehar mein subah shaam
Yaad unhe ab bhi karta hoon
Shehar mein subah saam
Yaad bahot aate hain mujhko
Tu aur apna gaon
Mehndi wale hath
Oh mehndi wale hath...
Kya tune ab bhi rakhe hai
Prem ke woh sandesh
Patthar bandh ke chat par teri
Deta tha jo faink
Yaad mujhe karta hai kya tu
Ab bhi unko dekh
Kya tere hothon ko pata hai
Ab bhi mera naam
Kya tere hothon ko pata hai
Ab bhi mera naam
Yaad bahot aate hain mujhko
Tu aur apna gaon
Mehndi wale hath woh tere
Payal wale paon
Mehendi wale haath woh tere
Payal wale paon
Yaad bahot aate hain mujhko
Tu aur apna gaon
Song - Mehendi Wale Haath
Music - Sachet-Parampara
Singer – Guru Randhawa
Lyrics – Sayeed Quadri
Cast - Guru Randhawa, Sanjana Sanghi
Music Label - T-Series
Song duration - 3:39