Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

Jab Harry Met Sejal


Home > Jab Harry Met Sejal > Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

 Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics - Jab Harry Met Sejal

  • English
  • Hindi

Tujhko.... main rakh loon wahaan

Jahaan pe kahin

Hai mera yaqeen

 

Main jo… tera naa huaa

Kisi ka nahin…

Kisi ka nahin..

 

Le jaayein jaane kahaan

Hawayein, hawayein…

Le jaayein tujhe kahaan

Hawayein, hawayein…

 

Begaani hai yeh baaghi

Hawayein, hawayein…

Le jaaye mujhe kahan

Hawayein, hawayein…

 

Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

Na tujhko pataa…

 

oh oh....

 

Banaati hai jo tu…

Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale

Inhi mein to meri….

Subah bhi dhalein

Shamein dhalein

Mausam dhalein

 

Khayalon ka shehar…

Tu jaane tere hone se hi aabaad hai

Hawayein haq mein…

Wohi hai aate jaate jo tera naam le

 

Deti hain jo sadayein

Hawayein, hawayein…

Na jaane kya batayein

Hawayein, hawayein…

 

Le jaaye tujhe kahaan

Hawayein, hawayein…

Le jaaye mujhe kahaan

Hawayein, hawayein…

 

Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

Naa tujhko pataa…

 

ohh.. oh..

 

Chehra.. kyun milta tera

Yun khwabon se mere

Ye kya raaz hai

Kal bhi.. meri na thi tu

Naa hogi tu Kal

Meri aaj hai

 

Teri hai meri, saari wafayein wafayein

Maangi hai tere liye duaayein duaayein

Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein

Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein

 

Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein

Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein

 

Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein

Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein

 

Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein

Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein

 

oh.. oh..

Tujhko Main Rakh Lu Waha Song Music Video

Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics Info

Song : Tujhko Main Rakh Lu Waha

Singer: Arijit Singh

Music: Pritam

Lyrics: IRSHAD KAMIL

Label: Sony Music IndiaVEVO

Track duration: 4.51

 

 More songs lyrics of Jab Harry Met Sejal

Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics FAQs

    1. Who has sung Tujhko Main Rakh Lu Waha song ?
    2. Song Tujhko Main Rakh Lu Waha is sung by Arijit Singh
    1. What is the movie name of Tujhko Main Rakh Lu Waha song ?
    2. Tujhko Main Rakh Lu Waha song is from the movie Jab Harry Met Sejal.