Jab zero diya mere bharat ne
Bharat ne, mere bharat ne
Dunia ko tab ginti aai
Taaron ki bhashan bharat ne
Dunia ko pehel sikh lai
Deta na dashamlav bharat ton
Yun chand me jana mushkil tha
Dharti aur chand ki duri ka
Andanza lagan mushkil tha
Sabhyata pehle jaha aai(x2)
Pehle janmi haiu jaha pe kala
Apna bharat wo bharat hai
Jiske piche sansar chala
Sansar chala aur aage bada
Yun aage bada aur badta hi gaya
Bhagwan kare ye aur bade
Badta hi rahe aur phole phale(x2)
Hai preet jahan ki reet sada(x2)
Hai preet jahan ki reet sada
Mai geet waha ke gaata hun
Bharat ka rehene wala hu
Bharat ki baat sunata hu
Hai preet jahan ki reet sada
Ho ho.. Ho ho.. Ho ho
Kaale goore ka bhed nahi
Har dil se hamara naata hai..
Kuch aur na aata ho humko
Hume pyar nibahna aata hai...
Jise maan chuki sari dunia
Ho jise maan chuki sari dunia
Mai baat, mai baat wahi dhurata hu
Bharat ka rehene wala hu
Bharat ki baat sunata hu
Hai preet jahan ki reet sada
Jeete ho kisi ne desh to kya
Humne to dilon ko jeetan hai..
Jaha ram abhi tak hai nar men
Naari me abhi tak sita hai..
Etne pawan hai log jaha
Ho etne pawan hai log jaha
Mai nit nit shish jhukata hu
Bharat ka rehene wala hu
Bharat ki baat sunata hu
Hai preet jahan ki reet sada
Ho ho.. Ho ho.. Ho ho
Kitni mamta nadio ki bhi
Jaha mata keh ke bulate hai..
Ho ho.. Ho ho..
Etna adar insaan to kya
Pathar bhi pujen jate hai...
Us dharti me maine janam kiya
Ho us dharti me maine janam kiya
Ye soch ke mai itraat hu
Bharat ka rehene wala hu
Bharat ki baat sunata hu
Hai preet jahan ki reet sada
Ho ho.. Ho ho.. Ho ho
Starring - Manoj Kumar
Singer- Mahendra Kapoor
Lyrics - Indeevar
Music Composed - Kalyanji Anandji
Movie Director - Manoj Kumar