Ab Na Pehle Si Baatein Hai Lyrics

Ab Na Pehle Si Baatein Hai Lyrics

Mohit Chauhan


Home > Mohit Chauhan > Ab Na Pehle Si Baatein Hai Lyrics

Ab Na Pehle Si Baatein Hai Song Lyrics

  • English
  • Hindi

Ummm Hmm Umm Hmm...

Ummm Hmm Umm Hmm...

 

Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar

Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha

Koi Chaht Se Na Ab Apni Chalta Raha

 

 

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Dard Phele Se Hai Jyaaada

Khud Se Phir Yeh Vaada

Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan

 

Abb Na Pehli Si Baatein Hai

Bolo To Lab Thartharatein Hai

Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Baiyan

Hoga Na Ab Asar Humpe Nahin

Hum Safar Mein To Hai Humsafar Hai Nahi

 

Door Jaata Raha Paas Aata Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Aaya Woh Phir Nazar Aise

Baat Chidne Lagi Phir Se

Aankhon Mein Chubhta Kal Ka Dhuan

 

Haal Tera Na Humsa Hai

Is Khushi Mein Kyon Gumsa Hai

Basne Laga Kyon Phir Woh Jahan

 

Woh Jahan Dur Jis Se Gaye The Nikal

Phir Se Aankhon Mein Karti Hai Jaise Pehal

 

Lambha Beeta Hua ,Dil Dukhata Raha

 

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Tune Jo Na Kaha

Mein Woh Sunta Raha

Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

 

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar

Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha

Koi Chahat Se Abb Apni Chalta Raha

 

Bhuj Gai Aag Thi Daag Jalta Raha….

 Ab Na Pehle Si Baatein Hai Video Song

Ab Na Pehle Si Baatein Hai Lyrics Info

Song - Ab Na Pehle Si Baatein Hai 

Album - Tune Jo Na Kaha

Singer - Mohit Chauhan

Music- Pritam

Lyrics - Sandeep Shrivastava

Label  - YRF

Track - 2:23