Tere liye meri ibaadatein wohi hai
Tere liye meri ibaadatein wohi hai
Tu sharam kar teri aadatein wohi hai
Tu sharam kar teri aadatein wohi hai
Jinke liye hum rotey hai
Ho..
jinke liye hum rotey hai
Woh kisi aur ki baahon mein sotey hai
Ho jinke liye hum rotey hai
Kisi aur ki baahon mein sotey hai
Hum galiyon mein bhatakte phirte hai
Woh samandar kinaaron pe hotey hain
Jinke liye hum rotey hain
Woh kisi aur ki baahon mein sotey hain
Paagal ho jaonge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na..
Hum zinda gaye kareeb unke
Ab dekho mare huye laute hain
Jinke liye hum rotey hain
Woh kisi aur ki baahon mein sotey hain
Hathon se khelte honge ya pairo'n se
Fursat kahan ab unko hai ghairo'n se
Hathon se khelte honge ya pairo'n se
Fursat kahan ab unko hai ghairo'n se
Unki mohhbtein har jagah
Woh jo kehte the hum iklautey hain
Jinke liye hum rotey hain
Woh kisi aur ki baahon mein sotey hain
Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kahan baat karte ho
Aaj us shakhs ka naam batayenge
Jaani tha Jaani mile jis Qaayar se
Galti thi chhoti mohhbat kari jo
Galti badi thi ke kar baithe shaayar se
Aag ka darya zafaa unki
Har din lagaane gautey hain
Ho jinke liye hum rotey hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Ho jinke liye hum rotey hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sotey hain
Aaaa Aaaaa Aaaaa Aaaaaaaa
Song: Jinke Liye
Singer: Neha Kakkar
Music: B Praak
Lyrics: Jaani
Music Label - T-Series
Song Duration:4:42