Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zuban mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya
Tumhein mein bata sakun
Main aagar kahoon tumsa haseen
Kaynaat mein nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Shokhiyon mein dooobi yeh aadayein
Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aachal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari hai jaise chandani
Roop ki chandani
Main agar kahoon yeh dilkashi
Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
Hoo tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
Abb tumhara mera ek hai karwaan
Tum jahan mein wahan
Main agar kahoon
Humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata sakun
Main aagar kahoon tumsa haseen
Kaynaat mein nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Song - Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon
Lyrics - Javed Akhtar
Artist – Sonu Nigam, Shreya Ghosal
Music - Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Movie - 2007
Music Label - T-Series
Track duration - 5:28