Maine logon ke bhi bich khadi dekhi tanhaai
Jitni kamayi utni hi waah waahi
Mere paas koyi degree ni dil jeetne ki
Dil se hi gaayi aur kardi chadhai
Main kalla bhuka baitha reha kayi dina tak
Vairi khush hoye soche chal gaya luck
Maine jaan ke ye saare munh marne ko chhode
Kyuki kutton ke hisse ka sher khata nahi haq
Group banake saade karde burayi
Kade gang asli na aake chak le
Do char dina di eh temporary hype
Ehnu kaka saambh ke tu rakh le
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre
Pyar jua hai poori na-insaafi
Chhin liya neki jisne baant diya paapi
Main baant aya sab phir kya hi chalaki
Zindagi jo meri kabhi kisi ne ni jhaanki
Door se hi khade mujhe dekh rahe
Ye chhu nahi sakenge itni dooriyan bana di
Main kalla dukhi baitha reha kayi dina tak
Vairi khush hoye soche raja gaya thak
Maine jaanke ye saare mauka marne ko chhode
Taaki pata chale thali mein tha chhed kahan tak
Waqt banata koyi banda ni bad
Eddan quote taan duniya hi boldi
Mind na kari mere hatha ch mashook kaka
Chhatiyan puchh ke ni kholdi
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre
Pyar tu maange de wafa jaaneman
Mera dhyan baaton mein na rakha jaaneman
Husn ki galiyon mein phirta main roz
Mujhe teri bhi saheliyon ne takha jaaneman
Ilzaam mera main na tera hua
Yeh bhi ghao mera tune chheda hua
Rishton se zyada sacha paisa mujhe lagta hai
Tera hua na kabhi mera hua
Khel ye mere saamne kaise kar jaati ho
Ek dil ko sab mein baant ke kaise reh paati ho
Ho tere yaar bathere meri bas ek maayi
Jeb dekh ke pyar ni karti
Naam aur shauhrat aur moti hai kamayi
Teeno raja ki baahon mein marti
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre
Daur aaya mera kayi bande phook gaye
Kabhi phir mere saamne ni takre
Wo kya hi sach se nibhane yaarian
Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre.