Ab mujhe raat din Tumhara hi khayal hai
Ab mujhe raat din Tumhara hi khayal hai
Kya kahu pyaar mein Deewano jaisa haal hai
Deewano jaisa haal hai Tumhara hi khayal hai
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din Tumhara hi khayal hai
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hai
Tumko dekhe bina chain milta nahi
Dil pe ab to koi zor chalta nahi
Jaadu hai kaisa dil ki lagi mein
Dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din Tumhara hi khayal hai
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hai
Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Had se badhne laga mera deewanapan
Dil mein basa lu apna bana lu
Ya phir in nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din Tumhara hi khayal hai
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hai
Deewano jaisa haal hai Tumhara hi khayal hai
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la...
Song - Tumko Dekhe Bina
Album - Ab Mujhe Raat Din
Singer - Sonu Nigam
Music - Sajid Wajid
Lyrics - Faaiz Anwaar
Label - T-Series
Track - 4:23
Tujhko hai tujhse maanga meri mannat tu
Kab Tak Chupaogi Jawani Rani Lyrics
Ishq Di Galli Vich No Entry Lyrics
Kiska Hai Ye Tumko Intezaar Main Hoon Na Lyrics
Teri Aankhon Ke Matwale Kajal Ko Mera Salam Lyrics
Jab Tum Aa Jate Ho Samne Lyrics
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai Lyrics
Tujh Sang Preet Humne Lagai Hai Lyrics
Dil Ki Khata Bhi Hai Kya Lyrics
Tumko Paya Hai To Jaise Khoya Hoon Lyrics
Tumse milke dil ka hai jo haal
Aao Sunao Pyar Ki Ek Kahani