Chadhti jawani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Chadhti jawani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
Hoye Chadhti jawani teri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
haaye ramaa a a a a a a
haaye ramaa a a a a a a
Uljhe kaahe re main hoon
Surat mein tujhse badh ke kahin
Thehri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuch kam nahi
ho ho ho
Uljhe kaahe re, main hoon
Surat mein tujhse badh ke kahin
Thehri tu hai jawaan to
Main bhi sajeela kuch kam nahi
Haaye duniya huyi re
Mere pyar mein deewani
Lakhon ki main diljani rama
Chadhti jawani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
haaye ramaa a s a a a
haaye ramaa a a a a a
Woh kaun aisi hai jiska hai
Roop aisa jaadoo bhara
Ja re main bhi to dekhoon
Tu jiski dhun mein hai bavra
Woh kaun aisi hai jiska hai
Roop aisa jaadoo bhara
Ja re main bhi to dekhun
Tu jiski dhun mein hai bavra
hoye uske kadam choome teri jawani
Woh hai sheher ki rani rama
Chadhti jawani meri chaal mastani
Tune kadar na jaani rama
haaye ramaa a a a a a
hoye ramaa a a a a a
haaye rama a a a a a
haaye rama a a a a a...
Song - Chadti Jawani Meri Chaal Mastani
Album - Chadhti Jawani
Singer - Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi
Music - R.D Burman
Lyrics - Majrooh Sultanpuri
Label - Saregama Music
Track - 4:50