Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Lyrics

Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Lyrics

Lata Mangeshkar


Home > Lata Mangeshkar > Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Lyrics

Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Song Lyrics

  • English
  • Hindi

Ja ja ja ja ja ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Pehle pyaar ki pehli chitthi

O o pehle pyaar ki pehli chitthi

Saajan ko de aa

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja


Unse kehna jabse gaye tum

Main to adhuri lagti hoon

In honthon pe chup si lagi hai

Na roti na hansti hoon

Bhool hui jo unhein sataaya

O o bhool hui jo unhein sataaya

Aisa paap kiya

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Ja ja Ja ja

 

Mann hi mann mein unko apna

Sab kuchh maan chuki hoon main

Vo kya hain main kaun hoon

Unki ab ye jaan chuki hoon main

Unko apne saath hi laana

O o unko apne saath hi laana

Dil hi nahin lagta

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Ja ja Ja ja


Oh oh ho ho ho

Oh oh ho ho ho

Yahan ka mausam bada haseen hai

Phir bhi pyaar udaas hai

Unse kehna door sahi main

Dil to unhi ke paas hai

Tu ye sandesa unko sunaana

O o tu ye sandesa unko sunaana

Main peechhe aaya

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja

Kabootar ja ja ja


Jahaan bhi dekhoon tum hi tum ho

Aur nazar na kuchh aaye

Dil ye chaahe is aalam mein

Kaash zamaana ruk jaaye

Aaj se pehle kabhi nahi thi

Aaj se pehle kabhi nahi thi

Itni haseen duniya....

 Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Video Song

Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai Lyrics Info

Song - Yaha Ka Mausam Bada Haseen Hai 

Album-  Maine Pyar Kiya

Singer- Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

Music-  Raamlaxman

Lyrics -  Asad Bhopali

Label -  Rajshri

Track - 7:47